Yah side by side ka fridge hai jo ki hamare pass aaya tha ismein cooling ki problem thi ismein me…
Published
Yah side by side ka fridge hai jo ki hamare pass aaya tha ismein cooling ki problem thi ismein mechanic mana kar gaye the ki yah Sahi nahin hoga internal leakage hai jo ki humne ise bahar se pipeline aur ise acche se theek Kiya ab yah bahut badhiya chal raha hai iske sab function kam kar rahe hain acche tarike se calling aur frosting donon sath mein hai fand motor bhi Sahi chal rahi hai